- Get link
- X
- Other Apps
Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare Inn aankhon mein chhalakta hai Mera pyar tera pyar Kahin tujhmein dhadakta hai Mera pyar tera pyar Mera pyaar tera pyaar Mera pyaar tera pyaar… Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare Thoda sa mera hai thoda tumhara Mila jula sa yeh khwab humaara Ek meethi dhunn sunaayi De rahi hai aaj kal Hans ke saare gham humaare Dega khushiyon mein badal Mera pyar tera pyar Mera pyar tera pyar… Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare Koi nahi sau saal jiya hai Pyar magar kaayam rehta hai Dhoop khushboo aur hawayein Banke yeh reh jaayega Baad apne bhi humaare Yeh jahaan mehkayega Mera pyaar tera pyaar Mera pyaar tera pyaar Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare -------------------------------------...
Comments
Post a Comment