Skip to main content

O Saathiya Lyrics - Sweetiee Weds Nri (2017)

O Saathiya Lyrics - Sweetiee Weds Nri (2017)
Song: O Saathiya
Singer- Armaan Malik, Prakriti Kakar, Arko
Music - Arko
Lyrics - Arko
Music Label - T-Series
O Saathiya Lyrics

O saathiya yeh kya kiya
Kyun hai samaa khwaab saa
O saathiya yeh wadiyaan
De rahi sadaa sang aa

Saanson ko tham le zara..
Tu mera naam le zara..
Khwaabon ki hai yeh daastan
Sun zara…

Aasmaan pe chand taare
Sang jale humrahi
Baadlon pe saagaron pe
Hum chale humrahi

O.. humraahi
Haan.. o.. humraahi
Hmm…

O saathiya yeh kya kiya
Iss dil ne sunn liya
Geeton se tere yeh zubaan

O saathiya yeh vaada kiya
Ab se sang tere karvaan

Saanson ko thaam le zara
Tu mere naam le zara
Khwabon ki hai ye daastan
Sun zara..

Aasmaan pe chaand taare
Sang jale humraahi
Baadlon pe sagaron pe
Hum chale humraahi (x2)

O… humraahi (x4)

O Saathiya Song

Comments

Popular posts from this blog

Main Jitna Tumhe Dekhun Lyrics - Jalebi (2018)

Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare Inn aankhon mein chhalakta hai Mera pyar tera pyar Kahin tujhmein dhadakta hai Mera pyar tera pyar Mera pyaar tera pyaar Mera pyaar tera pyaar… Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare Thoda sa mera hai thoda tumhara Mila jula sa yeh khwab humaara Ek meethi dhunn sunaayi De rahi hai aaj kal Hans ke saare gham humaare Dega khushiyon mein badal Mera pyar tera pyar Mera pyar tera pyar… Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare Koi nahi sau saal jiya hai Pyar magar kaayam rehta hai Dhoop khushboo aur hawayein Banke yeh reh jaayega Baad apne bhi humaare Yeh jahaan mehkayega Mera pyaar tera pyaar Mera pyaar tera pyaar Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare -------------------------------------...

Pal Lyrics Arijit Singh - Jalebi (2018)

Song Title: Pal Lyrics Movie: Jalebi Singers: Arijit Singh, Shreya Ghoshal Lyrics: Kunaal Vermaa, Prashant Ingole Music: Javed-Mohsin Music Label: Sony Music Hmm… Pal ek pal mein hi tham sa gaya Tu haath mein haath jo de gaya Chalun main jahaan jaaye tu Daayein main tere, baayein tu Hoon rut main, hawayein tu Saathiya… Hansu main jab gaaye tu Roun main murjhaaye tu Bheegun main barsaaye tu Saathiya… Saaya mera hai teri shakal Haal hai aisa kuch aajkal Subah main hoon tu dhoop hai Main aaina hoon tu roop hai Yeh tera saath khoob hai Humsafar… Tu ishq ke saare rang de gaya Phir kheench ke apne sang le gaya Kahin pe kho jaaye chal Jahaan ruk jaaye pal Kabhi naa phir aaye kal Saathiya… Ek maange agar sau khwaab doon Tu rahe khush, main aabad hoon Tu sabse juda juda sa hai Tu apni tarah tarah sa hai Mujhe lagta nahi hai tu doosra Pal ek pal mein hi tham sa gaya Tu haath mein haath jo de gaya Chalun main jah...